Sher
suna hai phuul jhaDe the jahan tire lab se
vahan bahar utarti hai roz shaam ke saath

Narjis Afroz Zaidi
suna hai phuul jhaDe the jahan tire lab se
vahan bahar utarti hai roz shaam ke saath
tire khayal se raushan hai sar-zamin-e-sukhan
ki jaise zinat-e-shab ho mah-e-tamam ke saath
sunaa hai phuul jhaDe the jahaan tire lab se
vahaan bahaar utarti hai roz shaam ke saath
tire khayaal se raushan hai sar-zamin-e-sukhan
ki jaise zinat-e-shab ho mah-e-tamaam ke saath
nami thi aankh mein lekin ik e'timaad bhi thaa
नमी थी आँख में लेकिन इक ए'तिमाद भी था
kahin giraft nahin koi istiaaraa nahin
कहीं गिरफ़्त नहीं कोई इस्तिआरा नहीं
apne pindaar se ghaT kar nahin qaaem rahtaa
अपने पिंदार से घट कर नहीं क़ाएम रहता
ghubaar-e-shab zaraa is amr ki khabar karnaa
ग़ुबार-ए-शब ज़रा इस अम्र की ख़बर करना
raqs-e-zamin ko gardish-e-aflaak chaahiye
रक़्स-ए-ज़मीं को गर्दिश-ए-अफ़्लाक चाहिए
imtihaan lene chalaa hai miri binaai kaa
इम्तिहाँ लेने चला है मिरी बीनाई का