Sher
main ne dekhi hai amir-e-shahr ki vo muflisi
daulat-e-duniya thi lekin gham ka sarmaya na tha

Naseem Ansari
main ne dekhi hai amir-e-shahr ki vo muflisi
daulat-e-duniya thi lekin gham ka sarmaya na tha
main raushni pe zindagi ka naam likh ke aa gaya
use miTa miTa ke ye siyah raat thak ga.i
main raushni pe zindagi kaa naam likh ke aa gayaa
use miTaa miTaa ke ye siyaah raat thak gai
main ne dekhi hai amir-e-shahr ki vo muflisi
daulat-e-duniyaa thi lekin gham kaa sarmaaya na thaa
mire labon pe aate aate koi baat thak gai
मिरे लबों पे आते आते कोई बात थक गई
mere kahne se to dil un par miraa aayaa na thaa
मेरे कहने से तो दिल उन पर मिरा आया न था
in dinon har shahr kaa naqsha bayaabaani to hai
इन दिनों हर शहर का नक़्शा बयाबानी तो है
agarche raah mein koh-e-giraan the
अगरचे राह में कोह-ए-गिराँ थे
malaamat kaa hadaf aakhir miraa tarz-e-bayaan kyon ho
मलामत का हदफ़ आख़िर मिरा तर्ज़-ए-बयाँ क्यों हो
yusuf ki tarah raunaq-e-baazaar rahe hain
यूसुफ़ की तरह रौनक़-ए-बाज़ार रहे हैं