jaave bhi phir aave bhi ka.i shakl se har baar
chakkar men kahan, par ye maza taan men dekha

Nayan Sukh
nayan sukh
Sherशेर
See all 14 →jaave bhi phir aave bhi ka.i shakl se har baar
जावे भी फिर आवे भी कई शक्ल से हर बार
aage ko baDh sake hai na pichhe ko haT sake
आगे को बढ़ सके है न पीछे को हट सके
is majra ko ja ke kahun kis ke ru-ba-ru
इस माजरा को जा के कहूँ किस के रू-ब-रू
vo jo ik tola ka.i masha thi yaari tum se
वो जो इक तोला कई माशा थी यारी तुम से
puchhe koi kisi ko so imkan hi nahin
पूछे कोई किसी को सो इम्कान ही नहीं
jitna ki hai ifrat tiri kam-nigahi ka
जितना कि है इफ़रात तिरी कम-निगही का
Popular Sher & Shayari
28 totalaage ko baDh sake hai na pichhe ko haT sake
yaan tak tire khayal men ab DaT gaya hai dil
is majra ko ja ke kahun kis ke ru-ba-ru
meri to dauD haigi tire astan tilak
vo jo ik tola ka.i masha thi yaari tum se
ratti bhar bhi na raha is men kuchh asar kahin
puchhe koi kisi ko so imkan hi nahin
na-pursi ka ye daur anokha bhala phira
jitna ki hai ifrat tiri kam-nigahi ka
utna hi idhar dekho to ye dida-e-nam hai
aur sab 'maani' ne teri to banaai tasvir
par durust ho na saki chehre ki parvaaz hanuz
aaine se mujh dal ke tahayyur ko milaa dekh
ye donon baraabar hain koi besh na kam hai
idhar se sete jaao aur udhar se phahTtaa jaae
aise tarah ke kapDe ko phir siije bhi nahin
jitnaa ki hai ifraat tiri kam-nigahi kaa
utnaa hi idhar dekho to ye dida-e-nam hai
is maajraa ko jaa ke kahun kis ke ru-ba-ru
meri to dauD haigi tire aastaan tilak
ye saaraa qaziya to ham se hai is se tum ko kyaa
tum apne ek taraf ho raho huaa so havaa
Ghazalग़ज़ल
vaajibi baat kahin zaraa kahiye
वाजिबी बात कहीं ज़रा कहिए
fasl-e-gul mein har ghaDi ye abr-o-baaraan phir kahaan
फ़स्ल-ए-गुल में हर घड़ी ये अब्र-ओ-बाराँ फिर कहाँ
yaar kaa vasl-e-shabaa-shab na huaa thaa so huaa
यार का वस्ल-ए-शबा-शब न हुआ था सो हुआ
jafaa kaa us ki gilaa mat karo huaa so huaa
जफ़ा का उस की गिला मत करो हुआ सो हुआ
diije nahin kisu ko to phir lijiye bhi nain
दीजे नहीं किसू को तो फिर लीजिए भी नइं
bahuton ne jise arsh pe be-jaan mein dekhaa
बहुतों ने जिसे अर्श पे बे-जान में देखा





