ajizi aaj hai mumkin hai na ho kal mujh men
is tarah aib nikalo na musalsal mujh men

Nusrat Mehdi
Nusrat Mehdi
Sherशेर
See all 7 →ajizi aaj hai mumkin hai na ho kal mujh men
आजिज़ी आज है मुमकिन है न हो कल मुझ में
faza ye amn-o-aman ki sada rakhen qaa.em
फ़ज़ा ये अम्न-ओ-अमाँ की सदा रखें क़ाएम
aaj is andaz se tum ne mujhe avaz di
आज इस अंदाज़ से तुम ने मुझे आवाज़ दी
aap shayad bhuul baiThe hain yahan main bhi to huun
आप शायद भूल बैठे हैं यहाँ मैं भी तो हूँ
ret par jagmaga uThe taare
रेत पर जगमगा उठे तारे
bulandi par main jab pahunchungi 'nusrat'
बुलंदी पर मैं जब पहुँचूँगी 'नुसरत'
Popular Sher & Shayari
14 totalfaza ye amn-o-aman ki sada rakhen qaa.em
suno ye farz tumhara bhi hai hamara bhi
aaj is andaz se tum ne mujhe avaz di
yak-ba-yak mujh men khayal aaya ki haan main bhi to huun
aap shayad bhuul baiThe hain yahan main bhi to huun
is zamin aur asman ke darmiyan main bhi to huun
ret par jagmaga uThe taare
asman TuuT kar gira tha kya
bulandi par main jab pahunchungi 'nusrat'
mire dushman mire ahbab honge
main zindagi ki kitaab mein ik fasaana-e-be-asar nahin thi
varaq ko jaldi ulaT gae tum main qissa-e-mukhtasar nahin thi
ret par jagmagaa uThe taare
aasmaan TuuT kar giraa thaa kyaa
aajizi aaj hai mumkin hai na ho kal mujh mein
is tarah aib nikaalo na musalsal mujh mein
fazaa ye amn-o-amaan ki sadaa rakhein qaaem
suno ye farz tumhaaraa bhi hai hamaaraa bhi
aaj is andaaz se tum ne mujhe aavaaz di
yak-ba-yak mujh mein khayaal aaya ki haan main bhi to huun
aap shaayad bhuul baiThe hain yahaan main bhi to huun
is zamin aur aasmaan ke darmiyaan main bhi to huun
Ghazalग़ज़ल
har ik qadam pe jo pursaan-e-haal chaahiye thaa
हर इक क़दम पे जो पुर्सान-ए-हाल चाहिए था
sab kuchh hai ayaan phir bhi hai parda mere aage
सब कुछ है अयाँ फिर भी है पर्दा मेरे आगे
to vo nukta hai jise dhyaan mein rakkhaa gayaa hai
तो वो नुक्ता है जिसे ध्यान में रक्खा गया है
sahraa sahraa bhaTak rahi huun main
सहरा सहरा भटक रही हूँ मैं
mujh se anjaan to nahin ho tum
मुझ से अंजान तो नहीं हो तुम
ye na samjho ki kisi dard ke izhaar mein thi
ये न समझो कि किसी दर्द के इज़हार में थी





