Sher
us ke bachche nahin thakte mujhe mamun kahte
jis ki janib mira ruj.han tha achchha-khasa
O
Osama MuneerOsama Muneer
us ke bachche nahin thakte mujhe mamun kahte
उस के बच्चे नहीं थकते मुझे मामूँ कहते
shaikh-sahab ne masa.il men jakaD rakkha hai
शैख़-साहब ने मसाइल में जकड़ रक्खा है
us ki amman se pareshan na tha main hi faqat
उस की अम्माँ से परेशान न था मैं ही फ़क़त
itna soch lo sach ki raah pe chalne se pahle
इतना सोच लो सच की राह पे चलने से पहले
us ke bachche nahin thakte mujhe mamun kahte
jis ki janib mira ruj.han tha achchha-khasa
shaikh-sahab ne masa.il men jakaD rakkha hai
varna islam to asan tha achchha-khasa
us ki amman se pareshan na tha main hi faqat
mera abba bhi pareshan tha achchha-khasa
itna soch lo sach ki raah pe chalne se pahle
is ke to har ek qadam par khaDDa hota hai
us ke bachche nahin thakte mujhe maamun kahte
jis ki jaanib miraa rujhaan thaa achchhaa-khaasaa
shaikh-saahab ne masaail mein jakaD rakkhaa hai
varna islaam to aasaan thaa achchhaa-khaasaa
us ki ammaan se pareshaan na thaa main hi faqat
meraa abbaa bhi pareshaan thaa achchhaa-khaasaa
itnaa soch lo sach ki raah pe chalne se pahle
is ke to har ek qadam par khaDDaa hotaa hai