aa.egi har taraf se hava dastaken liye
uncha makan bana ke bahut khiDkiyan na rakh

Prem Kumar Nazar
Prem Kumar Nazar
Sherशेर
See all 11 →aa.egi har taraf se hava dastaken liye
आएगी हर तरफ़ से हवा दस्तकें लिए
rakh di hai us ne khol ke khud jism ki kitab
रख दी है उस ने खोल के ख़ुद जिस्म की किताब
ji chahta hai haath laga kar bhi dekh len
जी चाहता है हाथ लगा कर भी देख लें
lafz chhin jaa.en magar tahrir ho raushan jahan
लफ़्ज़ छिन जाएँ मगर तहरीर हो रौशन जहाँ
usi ke zikr se ham shahr men hue badnam
उसी के ज़िक्र से हम शहर में हुए बदनाम
ek angDa.i se saare shahr ko niind aa ga.i
एक अंगड़ाई से सारे शहर को नींद आ गई
Popular Sher & Shayari
22 totalrakh di hai us ne khol ke khud jism ki kitab
saada varaq pe le koi manzar utaar de
ji chahta hai haath laga kar bhi dekh len
us ka badan qaba hai ki us ki qaba badan
lafz chhin jaa.en magar tahrir ho raushan jahan
honT hon khamosh lekin guftugu baaqi rahe
usi ke zikr se ham shahr men hue badnam
vo ek shakhs ki jis se hamari bol na chaal
ek angDa.i se saare shahr ko niind aa ga.i
ye tamasha main ne dekha baam par hota hua
aaegi har taraf se havaa dastakein liye
unchaa makaan banaa ke bahut khiDkiyaan na rakh
rakh di hai us ne khol ke khud jism ki kitaab
saada varaq pe le koi manzar utaar de
ji chaahtaa hai haath lagaa kar bhi dekh lein
us kaa badan qabaa hai ki us ki qabaa badan
usi ke zikr se ham shahr mein hue badnaam
vo ek shakhs ki jis se hamaari bol na chaal
lafz chhin jaaein magar tahrir ho raushan jahaan
honT hon khaamosh lekin guftugu baaqi rahe
ek angDaai se saare shahr ko niind aa gai
ye tamaashaa main ne dekhaa baam par hotaa huaa
Ghazalग़ज़ल
paagal havaa ke dosh pe jins-e-giraan na rakh
पागल हवा के दोश पे जिंस-ए-गिराँ न रख
vaqt qarib hai phir manzar ke badalne kaa
वक़्त क़रीब है फिर मंज़र के बदलने का
aane vaalaa inqalaab aayaa nahin
आने वाला इंक़लाब आया नहीं
kuchh na kuchh ahd-e-mohabbat kaa nishaan rah jaae
कुछ न कुछ अहद-ए-मोहब्बत का निशाँ रह जाए
khaa jaaegaa ye jaan ko aazaar dekhnaa
खा जाएगा ये जान को आज़ार देखना
hai ikhtiyaar mein tere na mere bas mein hai
है इख़्तियार में तेरे न मेरे बस में है





