"tang-dasti agar na ho 'salik' tandurusti hazar ne.amat hai"
Qurban Ali Salik Beg
Qurban Ali Salik Beg
Sherशेर
See all 7 →tang-dasti agar na ho 'salik'
तंग-दस्ती अगर न हो 'सालिक'
bach gaya tir-e-nigah-e-yar se
बच गया तीर-ए-निगाह-ए-यार से
ab tak bhi mere hosh Thikane nahin hue
अब तक भी मेरे होश ठिकाने नहीं हुए
sayyad aur qaid-e-qafas se kare raha
सय्याद और क़ैद-ए-क़फ़स से करे रहा
kya sair ho bata de koi but-kade ki raah
क्या सैर हो बता दे कोई बुत-कदे की राह
'salik' chakha.un un ko maza jaur ka abhi
'सालिक' चखाऊँ उन को मज़ा जौर का अभी
Popular Sher & Shayari
14 total"bach gaya tir-e-nigah-e-yar se vaqa.i a.ina hai faulad ka"
"ab tak bhi mere hosh Thikane nahin hue 'salik' ka haal raat ko aisa suna ki bas"
"sayyad aur qaid-e-qafas se kare raha jhuTi khabar kisi ki uDaa.i hui si hai"
"kya sair ho bata de koi but-kade ki raah jaata huun raah ka.abe ki main puchhta hua"
"'salik' chakha.un un ko maza jaur ka abhi Darta huun kuchh bura na kahen sin ke das mujhe"
hai in dinon mein gardish-e-chashm-e-butaan kaa daur
teraa zamaana gardish-e-dauraan nikal gayaa
'saalik' chakhaaun un ko mazaa jaur kaa abhi
Dartaa huun kuchh buraa na kahein sin ke das mujhe
bach gayaa tir-e-nigaah-e-yaar se
vaaqai aaina hai faulaad kaa
ab tak bhi mere hosh Thikaane nahin hue
'saalik' kaa haal raat ko aisaa sunaa ki bas
tang-dasti agar na ho 'saalik'
tandurusti hazaar neamat hai
sayyaad aur qaid-e-qafas se kare rahaa
jhuTi khabar kisi ki uDaai hui si hai
Ghazalग़ज़ल
uThe aaj un se faisla kar ke
उठे आज उन से फ़ैसला कर के
dil vo shai hai ki jo dekhe to khiche yaar ke saath
दिल वो शय है कि जो देखे तो खिचे यार के साथ
muztarib huun ab ye ji ki baat hai
मुज़्तरिब हूँ अब ये जी की बात है
mili na fursat jahaan ho ghash se uThi jo kuchh bhi naqaab-e-aariz
मिली न फ़ुर्सत जहाँ हो ग़श से उठी जो कुछ भी नक़ाब-ए-आरिज़
intihaa sabr-aazmaai ki
इंतिहा सब्र-आज़माई की
chaak-e-jigar-o-dil kaa jab shikva bajaa hotaa
चाक-ए-जिगर-ओ-दिल का जब शिकवा बजा होता





