Quote
"bas ik khata ki musalsal saza abhi tak hai mire khilaf mira a.ina abhi tak hai"

Rais Siddiqui
Rais Siddiqui
bas ik khata ki musalsal saza abhi tak hai
بس اک خطا کی مسلسل سزا ابھی تک ہے مرے خلاف مرا آئینہ ابھی تک ہے
tire suluk ka gham sub.h-o-sham kya karte
ترے سلوک کا غم صبح و شام کیا کرتے ذرا سی بات پہ جینا حرام کیا کرتے
na niind ankhon men baaqi na intizar raha
نہ نیند آنکھوں میں باقی نہ انتظار رہا یہ حال تھا تو کوئی نیک کام کیا کرتے
"bas ik khata ki musalsal saza abhi tak hai mire khilaf mira a.ina abhi tak hai"
"tire suluk ka gham sub.h-o-sham kya karte zara si baat pe jiina haram kya karte"
"na niind ankhon men baaqi na intizar raha ye haal tha to koi nek kaam kya karte"
tire suluk kaa gham subh-o-shaam kyaa karte
zaraa si baat pe jiinaa haraam kyaa karte
na niind aankhon mein baaqi na intizaar rahaa
ye haal thaa to koi nek kaam kyaa karte
bas ik khataa ki musalsal sazaa abhi tak hai
mire khilaaf miraa aaina abhi tak hai