Sher
umr-bhar jis ke liye ankhen rahi hain farsh-e-rah
vo ajal ka qasid-e-farkhanda-gam aa hi gaya

Rashid Shahjahanpuri
umr-bhar jis ke liye ankhen rahi hain farsh-e-rah
vo ajal ka qasid-e-farkhanda-gam aa hi gaya
zabt-e-raz-e-gham pe sau janen bhi kar dete nisar
kya bata.en bas zaban par un ka naam aa hi gaya
umr-bhar jis ke liye aankhein rahi hain farsh-e-raah
vo ajal kaa qaasid-e-farkhanda-gaam aa hi gayaa
zabt-e-raaz-e-gham pe sau jaanein bhi kar dete nisaar
kyaa bataaein bas zabaan par un kaa naam aa hi gayaa