tire kuche ki miTTi ba-vafa hai
mire pairon se lipTi ja rahi hai

Salman Saeed
Salman Saeed
Sherशेर
See all 15 →tire kuche ki miTTi ba-vafa hai
तिरे कूचे की मिट्टी बा-वफ़ा है
'ajib Dhang se mujh ko mili hai azadi
'अजीब ढंग से मुझ को मिली है आज़ादी
pahle filmen bhi haqiqat ki tarah hoti thiin
पहले फिल्में भी हक़ीक़त की तरह होती थीं
faqat ye lakDi nahin hai tumhari baisakhi
फ़क़त ये लकड़ी नहीं है तुम्हारी बैसाखी
aap ke haath men hai mujh se ta'alluq ka remote
आप के हाथ में है मुझ से त'अल्लुक़ का रेमोट
ham hain zanjiron ki khan-khan ke bigaDe hue log
हम हैं ज़ंजीरों की खन-खन के बिगाड़े हुए लोग
Popular Sher & Shayari
30 total'ajib Dhang se mujh ko mili hai azadi
parinda pinjre men pinjra hava men rakkha gaya
pahle filmen bhi haqiqat ki tarah hoti thiin
ab haqiqat men bhi filmon ki tarah hota hai
faqat ye lakDi nahin hai tumhari baisakhi
shajar ke haath kaTe hain ise banane men
aap ke haath men hai mujh se ta'alluq ka remote
aap chahen to ye channel bhi badal sakte hain
ham hain zanjiron ki khan-khan ke bigaDe hue log
teri pazeb ki chhan-chhan men nahin aa sakte
kisi bhi darja ri'aayat nahin hai vahshat mein
bichhaD ke us se tumhein qahqahe lagaane the
manaayaa jaa rahaa hai gham tumhaaraa
puraani film dekhi jaa rahi hai
hamaare khel ki guDiyaa tumhi ho
tumhaare khel kaa guDDaa nayaa hai
khuun se mazlum ke ho to gae raushan charaagh
raushni aisi hui phir shahr andhaa ho gayaa
faqat ye lakDi nahin hai tumhaari baisaakhi
shajar ke haath kaTe hain ise banaane mein
'ajib Dhang se mujh ko mili hai aazaadi
parinda pinjre mein pinjra havaa mein rakkhaa gayaa
Ghazalग़ज़ल
hamaare dasht se pahle yahi Thikaane the
हमारे दश्त से पहले यही ठिकाने थे
ye paani dekh kar hairat-zada hai
ये पानी देख कर हैरत-ज़दा है
dard jab daastaan banaaungaa
दर्द जब दास्ताँ बनाऊँगा
vo bhi aakhir rafta rafta is ke jaisaa ho gayaa
वो भी आख़िर रफ़्ता रफ़्ता इस के जैसा हो गया
sabhi kuchh dekh kar andhe baneinge
सभी कुछ देख कर अंधे बनेंगे





