Sher
shayad jaDon ke zahr ne shakhon ko chhu liya
uDta hua shajar se parinda dikha.i de

Sayyed Riyaz Raheem
shayad jaDon ke zahr ne shakhon ko chhu liya
शायद जड़ों के ज़हर ने शाख़ों को छू लिया
ek muddat se apne ghar men hain
एक मुद्दत से अपने घर में हैं
bhanvar ki samt baDhti ja rahi hai
भँवर की सम्त बढ़ती जा रही है
sire se ham hi gha.eb ho ga.e hain
सिरे से हम ही ग़ाएब हो गए हैं
vazahat ki zarurat hi nahin hai
वज़ाहत की ज़रूरत ही नहीं है
tere kahne se chup nahin huun main
तेरे कहने से चुप नहीं हूँ मैं
shayad jaDon ke zahr ne shakhon ko chhu liya
uDta hua shajar se parinda dikha.i de
ek muddat se apne ghar men hain
phir bhi lagta hai ham safar men hain
bhanvar ki samt baDhti ja rahi hai
ye kashti badban hote hue bhi
sire se ham hi gha.eb ho ga.e hain
sabhi ke darmiyan hote hue bhi
vazahat ki zarurat hi nahin hai
magar tum ho ki bole ja rahe ho
tere kahne se chup nahin huun main
janta huun ki bolna kab hai
har subh nikalte hain yahi soch ke ghar se
bikhri hui duniyaa ko sameTeinge kisi din
masjid mandir ke jhagDe to hote miTte rahte hain
dafn hain jis mein dil ke rishte us malbe ki baat karein
hamaare 'ahd mein kyon jahl kaa hai rutba buland
shikast khaai hui aagahi savaal uThaa
ab aur kyaa kahun main mohabbat ke baab mein
main un ke saath huun jo mohabbat ke saath hain
shor mein nafrat ke meri baat zaaea ho gai
meraa kahnaa aur thaa un kaa samajhnaa aur thaa
ajiib khauf kaa aalam hai apne chaaron taraf
safar mein lagtaa hai ye aakhiri safar to nahin