Shayari
sharif log kahaan jaaein kyaa karein aakhir
zamin chikhti phirti hai aasmaan chup-chaap

Shahid Latif
Shahid Latif
sharif log kahaan jaaein kyaa karein aakhir
zamin chikhti phirti hai aasmaan chup-chaap
raat hi ke daaman mein chaand bhi hain taare bhi
raat hi ki qismat hai be-charaagh honaa bhi
koi lahja koi jumla koi chehra nikal aayaa
puraane taaq ke saamaan se kyaa kyaa nikal aayaa