Sher
be-zaban bhi to bata deta hai manzil ka pata
tai karata hai safar miil ka patthar khamosh
S
Shams RamziShams Ramzi
be-zaban bhi to bata deta hai manzil ka pata
tai karata hai safar miil ka patthar khamosh
Dubta hua suraj de gaya saza aisi
kho ga.i andheron men raushni ki khush-fahmi
faza men uDte parinde ki khair ho yarab
ki us ka tair baDa hai magar kaman hai tang
Dubtaa huaa suraj de gayaa sazaa aisi
kho gai andheron mein raushni ki khush-fahmi
be-zabaan bhi to bataa detaa hai manzil kaa pataa
tai karaataa hai safar miil kaa patthar khaamosh
fazaa mein uDte parinde ki khair ho yaarab
ki us kaa tair baDaa hai magar kamaan hai tang
jab tak tujh ko maut na aae kar le rain-baseraa baabaa
जब तक तुझ को मौत न आए कर ले रैन-बसेरा बाबा
lafz-o-maani ke samundar kaa safar hain kuchh log
लफ़्ज़-ओ-मा'नी के समुंदर का सफ़र हैं कुछ लोग
dostiyon ke saare lamhe tere naam
दोस्तियों के सारे लम्हे तेरे नाम
ye arz-o-samaa qulzum-o-sahraa mutaharrik
ये अर्ज़-ओ-समा क़ुलज़ुम-ओ-सहरा मुतहर्रिक
mushtail ho gayaa vo ghuncha-dahan daanista
मुश्तइ'ल हो गया वो ग़ुंचा-दहन दानिस्ता