Quote
"kahin dam-e-sabza-e-gul mila kahin aarzu ka chaman khila tire husn ko ye khabar bhi hai main kahan kahan se guzar gaya"
S
Shariq IrayaniShariq Irayani
Shariq Irayani
kahin dam-e-sabza-e-gul mila kahin aarzu ka chaman khila
کہیں دام سبزۂ گل ملا کہیں آرزو کا چمن کھلا ترے حسن کو یہ خبر بھی ہے میں کہاں کہاں سے گزر گیا
na yahi ki zauq-e-nazar mira saf-e-gul-rukhan se guzar gaya
نہ یہی کہ ذوق نظر مرا صف گل رخاں سے گزر گیا میں تری تلاش میں بارہا مہ و کہکشاں سے گزر گیا
"kahin dam-e-sabza-e-gul mila kahin aarzu ka chaman khila tire husn ko ye khabar bhi hai main kahan kahan se guzar gaya"
"na yahi ki zauq-e-nazar mira saf-e-gul-rukhan se guzar gaya main tiri talash men bar-ha mah-o-kahkashan se guzar gaya"
kahin daam-e-sabza-e-gul milaa kahin aarzu kaa chaman khilaa
tire husn ko ye khabar bhi hai main kahaan kahaan se guzar gayaa
na yahi ki zauq-e-nazar miraa saf-e-gul-rukhaan se guzar gayaa
main tiri talaash mein baar-haa mah-o-kahkashaan se guzar gayaa