Sher
aisa gulshan ki siyasat ne kiya hai paband
ham asiran-e-qafas aah bhi karne ke nahin

Zafar Ahmad Siddiqi
aisa gulshan ki siyasat ne kiya hai paband
ham asiran-e-qafas aah bhi karne ke nahin
jada-e-rah-e-mohabbat ki darazi mat puchh
manzil-e-shauq ka har zarra bayaban nikla
aisaa gulshan ki siyaasat ne kiyaa hai paaband
ham asiraan-e-qafas aah bhi karne ke nahin
jaada-e-raah-e-mohabbat ki daraazi mat puchh
manzil-e-shauq kaa har zarra bayaabaan niklaa