dekhaa na tujhe ai rab ham ne haan duniyaa teri dekhi hai — Aazim Kohli
dekhaa na tujhe ai rab ham ne haan duniyaa teri dekhi hai
saDkon par bhuke bachche bhi koThe par abla naari bhi
Urdu
دیکھا نہ تجھے اے رب ہم نے ہاں دنیا تیری دیکھی ہے
سڑکوں پر بھوکے بچے بھی کوٹھے پر ابلہ ناری بھی
Hindi
देखा न तुझे ऐ रब हम ने हाँ दुनिया तेरी देखी है
सड़कों पर भूके बच्चे भी कोठे पर अब्ला नारी भी

Aazim Kohli
Aazim Kohli
poet40 quotes