Shayari
kaisi ajiib baat hai tu saamne thaa aur
main tere saamne bhi kisi aur se milaa
kyaa bataaun chhupaa hai mujh mein kaun
kaun mujh mein chhupaa rahaa hai mujhe
کیا بتاؤں چھپا ہے مجھ میں کون
کون مجھ میں چھپا رہا ہے مجھے
क्या बताऊँ छुपा है मुझ में कौन
कौन मुझ में छुपा रहा है मुझे

kaisi ajiib baat hai tu saamne thaa aur
main tere saamne bhi kisi aur se milaa
yaad aate hain ve din bahut
kyon na ve din dobaaraa karein
aaj suraj ne kah diyaa 'momin'
tu jalegaa to raushni hogi
ve saamne se jaa chukaa to ye khulaa
vo khvaab lag rahaa thaa khvaab thaa nahin
jaane kyaa kah rahaa thaa vo mujh se
main ne bhi kah diyaa ki khush huun main
abhi se tujh ko paDi hai visaal ki miri jaan
abhi to hijr ne unvaan hi nahin paayaa