zindagi tu ne mujhe qabr se kam di hai zamin — Bashir Badr
zindagi tu ne mujhe qabr se kam di hai zamin
paanv phailaaun to divaar mein sar lagtaa hai
Urdu
زندگی تو نے مجھے قبر سے کم دی ہے زمیں
پاؤں پھیلاؤں تو دیوار میں سر لگتا ہے
Hindi
ज़िंदगी तू ने मुझे क़ब्र से कम दी है ज़मीं
पाँव फैलाऊँ तो दीवार में सर लगता है

Bashir Badr
Bashir Badr
poet340 quotes