Shayari
vahi qadr 'faaez' ki jaane bahut
jise ishq kaa zakhm kaari lage
F
Faez Dehlvipaani hove aarsi us mukh ko dekh
zohra use kyaa ki iqaamat kare
پانی ہووے آرسی اس مکھ کو دیکھ
زہرہ اسے کیا کہ اقامت کرے
पानी होवे आरसी उस मुख को देख
ज़ोहरा उसे क्या कि इक़ामत करे
vahi qadr 'faaez' ki jaane bahut
jise ishq kaa zakhm kaari lage
gul kuun ai shokh mukh tanik dikhlaa
ki khizaan kar dikhaa de us kuun bahaar
jo kahiye us ke haq mein kam hai be-shak
pari hai huur hai ruh-ul-amin hai
tujh badan par jo laal saari hai
aql us ne miri bisaari hai
tujh ko hai ham se judaai aarzu
mere dil mein shauq hai didaar kaa
abr kaa saaya o sabza raah kaa
jaan-e-man rath ki savaari yaad hai