SHAWORDS

ek muddat se tiri yaad bhi aai na hamein — Firaq Gorakhpuri

ek muddat se tiri yaad bhi aai na hamein
aur ham bhuul gae hon tujhe aisaa bhi nahin
Urdu

ایک مدت سے تری یاد بھی آئی نہ ہمیں
اور ہم بھول گئے ہوں تجھے ایسا بھی نہیں

Hindi

एक मुद्दत से तिरी याद भी आई न हमें
और हम भूल गए हों तुझे ऐसा भी नहीं

Firaq Gorakhpuri
Firaq Gorakhpuri
Firaq Gorakhpuri
poet251 quotes