ghurbat ki subh mein bhi nahin hai vo raushni — Hasrat Mohani
ghurbat ki subh mein bhi nahin hai vo raushni
jo raushni ki shaam-e-savaad-e-vatan mein thaa
Urdu
غربت کی صبح میں بھی نہیں ہے وہ روشنی
جو روشنی کہ شام سواد وطن میں تھا
Hindi
ग़ुर्बत की सुब्ह में भी नहीं है वो रौशनी
जो रौशनी कि शाम-ए-सवाद-ए-वतन में था

Hasrat Mohani
Hasrat Mohani
poet152 quotes