SHAWORDS

ham ne kuchh giit likhe hain jo sunaanaa hain tumhein — Mansoor Usmani

HomeMansoor UsmaniShayari
ham ne kuchh giit likhe hain jo sunaanaa hain tumhein
tum kabhi bazm sajaanaa to khabar kar denaa
Urdu

ہم نے کچھ گیت لکھے ہیں جو سنانا ہیں تمہیں
تم کبھی بزم سجانا تو خبر کر دینا

Hindi

हम ने कुछ गीत लिखे हैं जो सुनाना हैं तुम्हें
तुम कभी बज़्म सजाना तो ख़बर कर देना

Mansoor Usmani
Mansoor Usmani
Mansoor Usmani
poet30 quotes