Shayari
sabza o gul kahaan se aae hain
abr kyaa chiiz hai havaa kyaa hai
tire javaahir-e-tarf-e-kulah ko kyaa dekhein
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hain
ترے جواہر طرف کلہ کو کیا دیکھیں
ہم اوج طالع لعل و گہر کو دیکھتے ہیں
tire javāhir-e-tarf-e-kulah ko kyā dekheñ
ham auj-e-tāla-e-lāl-o-gohar ko dekhte haiñ

Mirza Asadullah Baig Khan, known by his pen name Ghalib, was a renowned Urdu and Persian poet during the last years of the Mughal Empire.
Mirza Asadullah Baig Khan, known by his pen name Ghalib, was a renowned Urdu and Persian poet during the last years of the Mughal Empire.
1797–1869
View all quotes by Mirza Ghalibsabza o gul kahaan se aae hain
abr kyaa chiiz hai havaa kyaa hai
phir mujhe dida-e-tar yaad aayaa
dil jigar tishna-e-fariyaad aayaa
umr bhar dekhaa kiye marne ki raah
mar gae par dekhiye dikhlaaein kyaa
girni thi ham pe barq-e-tajalli na tuur par
dete hain baada zarf-e-qadah-khvaar dekh kar
naakaami-e-nigaah hai barq-e-nazaaraa-soz
tu vo nahin ki tujh ko tamaashaa kare koi
saadgi o purkaari be-khudi o hushyaari
husn ko taghaaful mein jurat-aazmaa paayaa