SHAWORDS

gar ye aansu hain to laakh aaveinge dariyaa josh mein — Mushafi Ghulam Hamdani

gar ye aansu hain to laakh aaveinge dariyaa josh mein
gar ye aankhein hain to dikhlaaveingi tufaan saikaDon
Urdu

گر یہ آنسو ہیں تو لاکھ آویں گے دریا جوش میں
گر یہ آنکھیں ہیں تو دکھلاویں گی طوفاں سیکڑوں

Hindi

गर ये आँसू हैं तो लाख आवेंगे दरिया जोश में
गर ये आँखें हैं तो दिखलावेंगी तूफ़ाँ सैकड़ों

Mushafi Ghulam Hamdani
Mushafi Ghulam Hamdani
Mushafi Ghulam Hamdani
poet836 quotes