SHAWORDS

har ghaDi chashm-e-kharidaar mein rahne ke liye — Shakeel Azmi

HomeShakeel AzmiShayari
har ghaDi chashm-e-kharidaar mein rahne ke liye
kuchh hunar chaahiye baazaar mein rahne ke liye
Urdu

ہر گھڑی چشم خریدار میں رہنے کے لیے
کچھ ہنر چاہئے بازار میں رہنے کے لیے

Hindi

हर घड़ी चश्म-ए-ख़रीदार में रहने के लिए
कुछ हुनर चाहिए बाज़ार में रहने के लिए

Shakeel Azmi
Shakeel Azmi
Shakeel Azmi
poet88 quotes