Sher
apni ankhon ka samundar bah ke to khamosh hai
dil ke andar ki sulagti aag ko ham kya karen
A
Abdul Hameed SaqiAbdul Hameed Saqi
apni ankhon ka samundar bah ke to khamosh hai
अपनी आँखों का समुंदर बह के तो ख़ामोश है
khudi ki raushni men main ne dekha hai aqidat ko
ख़ुदी की रौशनी में मैं ने देखा है अक़ीदत को
baja.e zahrab kis ne saaqi bhare hain amrit se jam-o-saghar
बजाए ज़हराब किस ने साक़ी भरे हैं अमृत से जाम-ओ-साग़र
apni ankhon ka samundar bah ke to khamosh hai
dil ke andar ki sulagti aag ko ham kya karen
khudi ki raushni men main ne dekha hai aqidat ko
khuda.i varna aazar ki miri Thokar pe rakkhi thi
baja.e zahrab kis ne saaqi bhare hain amrit se jam-o-saghar
ki log ab-e-hayat pi kar qaza se pahle hi mar rahe hain
apni aankhon kaa samundar bah ke to khaamosh hai
dil ke andar ki sulagti aag ko ham kyaa karein
khudi ki raushni mein main ne dekhaa hai aqidat ko
khudaai varna aazar ki miri Thokar pe rakkhi thi
bajaae zahraab kis ne saaqi bhare hain amrit se jaam-o-saaghar
ki log aab-e-hayaat pi kar qazaa se pahle hi mar rahe hain
is se pahle ki hamein ahl-e-jafaa rusvaa karein
इस से पहले कि हमें अहल-ए-जफ़ा रुस्वा करें
lahu ki buund misl-e-aaina har dar pe rakkhi thi
लहू की बूँद मिस्ल-ए-आइना हर दर पे रक्खी थी
khabar bhi hai ye khirad aag ke putle junun ke zer-e-asar rahe hain
ख़बर भी है ये ख़िरद आग के पुतले जुनूँ के ज़ेर-ए-असर रहे हैं