Sher
iid ka din hai gale mil liije
ikhtilafat haTa kar rakhiye

Abdul Salam Bengluri
iid ka din hai gale mil liije
ikhtilafat haTa kar rakhiye
sher kahne ki tabi.at na rahi
jis se aamad thi vo surat na rahi
jo ye hindostan nahin hota
to ye urdu zaban nahin hoti
dil ki halat bayan nahin hoti
khamushi jab zaban nahin hoti
iid kaa din hai gale mil liije
ikhtilaafaat haTaa kar rakhiye
dil ki haalat bayaan nahin hoti
khaamushi jab zabaan nahin hoti
jo ye hindostaan nahin hotaa
to ye urdu zabaan nahin hoti
sher kahne ki tabiat na rahi
jis se aamad thi vo surat na rahi