tumhare vasl ka jis din koi imkan hota hai
main us din roza rakhta huun bura.i chhoD deta huun

Ahmad Kamal Parwazi
Ahmad Kamal Parwazi
Sherशेर
See all 19 →tumhare vasl ka jis din koi imkan hota hai
तुम्हारे वस्ल का जिस दिन कोई इम्कान होता है
jo kho gaya hai kahin zindagi ke mele men
जो खो गया है कहीं ज़िंदगी के मेले में
main ne is shahr men vo Thokaren khaa.i hain ki ab
मैं ने इस शहर में वो ठोकरें खाई हैं कि अब
is qadar aap ke badle hue tevar hain ki main
इस क़दर आप के बदले हुए तेवर हैं कि मैं
tujh se bichhDun to tiri zaat ka hissa ho ja.un
तुझ से बिछड़ूँ तो तिरी ज़ात का हिस्सा हो जाऊँ
vo apne husn ki khairat dene vaale hain
वो अपने हुस्न की ख़ैरात देने वाले हैं
Popular Sher & Shayari
38 totaljo kho gaya hai kahin zindagi ke mele men
kabhi kabhi use aansu nikal ke dekhte hain
main ne is shahr men vo Thokaren khaa.i hain ki ab
aankh bhi muund ke guzrun to guzar jaata huun
is qadar aap ke badle hue tevar hain ki main
apni hi chiiz uThate hue Dar jaata huun
tujh se bichhDun to tiri zaat ka hissa ho ja.un
jis se marta huun usi zahr se achchha ho ja.un
vo apne husn ki khairat dene vaale hain
tamam jism ko kaasa bana ke chalna hai
tujh se bichhDun to tiri zaat kaa hissa ho jaaun
jis se martaa huun usi zahr se achchhaa ho jaaun
tumhaare vasl kaa jis din koi imkaan hotaa hai
main us din roza rakhtaa huun buraai chhoD detaa huun
mujh ko maalum hai mahbub-parasti kaa azaab
der se chaand nikalnaa bhi ghalat lagtaa hai
tum mire saath ho ye sach to nahin hai lekin
main agar jhuuT na bolun to akelaa ho jaaun
vo apne husn ki khairaat dene vaale hain
tamaam jism ko kaasa banaa ke chalnaa hai
tanhaai se bachaav ki surat nahin karun
mar jaaun kyaa kisi se mohabbat nahin karun
Ghazalग़ज़ल
tujh se bichhDun to tiri zaat kaa hissa ho jaaun
तुझ से बिछड़ूँ तो तिरी ज़ात का हिस्सा हो जाऊँ
tanhaai se bachaav ki surat nahin karun
तन्हाई से बचाव की सूरत नहीं करूँ
raushni saans hi le le to Thahar jaataa huun
रौशनी साँस ही ले ले तो ठहर जाता हूँ
vo ab tijaarati pahlu nikaal letaa hai
वो अब तिजारती पहलू निकाल लेता है
shaam ke baad sitaaron ko sambhalne na diyaa
शाम के ब'अद सितारों को सँभलने न दिया
main rang-e-aasmaan kar ke sunahri chhoD detaa huun
मैं रंग-ए-आसमाँ कर के सुनहरी छोड़ देता हूँ





