"vo jo ana ki qaid men ab tak hai mutma.in ab us ke lauTne ka guman kis liye karen"

Ahmad Waqas Mahrwi
Ahmad Waqas Mahrwi
Sherशेर
See all 27 →vo jo ana ki qaid men ab tak hai mutma.in
वो जो अना की क़ैद में अब तक है मुतमइन
qismat ka miri haal bataoge mujhe kya
क़िस्मत का मिरी हाल बताओगे मुझे क्या
main ne karni hai sitaron se koi raaz ki baat
मैं ने करनी है सितारों से कोई राज़ की बात
mustaqbil ke khauf se sahma rahta huun
मुस्तक़बिल के ख़ौफ़ से सहमा रहता हूँ
raat ko taare ginta huun aur rota huun
रात को तारे गिनता हूँ और रोता हूँ
mire har taraf bas khuda hi khuda hain
मिरे हर तरफ़ बस ख़ुदा ही ख़ुदा हैं
Popular Sher & Shayari
54 total"qismat ka miri haal bataoge mujhe kya mazdur ke hathon pe lakiren nahin hotin"
"main ne karni hai sitaron se koi raaz ki baat abhi kuchh aur mire qad ko baDhaya jaa.e"
"mustaqbil ke khauf se sahma rahta huun main ne buDhe peD ki ankhen dekhi hain"
"raat ko taare ginta huun aur rota huun kahne ko to main bhi chhat pe sota huun"
"mire har taraf bas khuda hi khuda hain khudaon men sahma hua aadmi huun"
vaqt ke daaere mein rahte hue
thak chukaa huun hayaat sahte hue
mustaqbil ke khauf se sahmaa rahtaa huun
main ne buDhe peD ki aankhein dekhi hain
main ne karni hai sitaaron se koi raaz ki baat
abhi kuchh aur mire qad ko baDhaayaa jaae
raat ko taare gintaa huun aur rotaa huun
kahne ko to main bhi chhat pe sotaa huun
hayaat-o-maut kaa ye falsafa bajaa lekin
darun-e-khaak miraa dil zarur dhaDkegaa
mujhe paarsaai kaa daavaa nahin hai
farishta nahin main niraa aadmi huun
Ghazalग़ज़ल
asir-e-ishq huun dard-e-nihaan sone nahin detaa
असीर-ए-इश्क़ हूँ दर्द-ए-निहाँ सोने नहीं देता
ajab nahin ki zamin paanv se sarak jaae
अजब नहीं कि ज़मीं पाँव से सरक जाए
maut hai aur maut ke khadshaat hain
मौत है और मौत के ख़दशात हैं
ab koi dost to aisaa bhi banaayaa jaae
अब कोई दोस्त तो ऐसा भी बनाया जाए





