ab tujhe mera naam yaad nahin
jab ki tera pata raha huun main

Akbar Masoom
Akbar Masoom
Sherशेर
See all 11 →ab tujhe mera naam yaad nahin
अब तुझे मेरा नाम याद नहीं
vo aur honge jo kar-e-havas pe zinda hain
वो और होंगे जो कार-ए-हवस पे ज़िंदा हैं
jis ke baghair ji nahin sakte the ja chuka
जिस के बग़ैर जी नहीं सकते थे जा चुका
main kisi aur hi aalam ka makin huun pyare
मैं किसी और ही आलम का मकीं हूँ प्यारे
tire ghurur ki ismat-dari pe nadim huun
तिरे ग़ुरूर की इस्मत-दरी पे नादिम हूँ
ujala hai jo ye kaun-o-makan men
उजाला है जो ये कौन-ओ-मकाँ में
Popular Sher & Shayari
22 totalvo aur honge jo kar-e-havas pe zinda hain
main us ki dhuup se saaya badal ke aaya huun
jis ke baghair ji nahin sakte the ja chuka
par dil se dard aankh se aansu kahan gaya
main kisi aur hi aalam ka makin huun pyare
mere jangal ki tarah ghar bhi hai sunsan mira
tire ghurur ki ismat-dari pe nadim huun
tire lahu se bhi daman hai daghdar mira
ujala hai jo ye kaun-o-makan men
hamari khaak se laaya gaya hai
ab teraa khel khel rahaa huun main apne saath
khud ko pukaartaa huun aur aataa nahin huun main
rah jaaegi ye saari kahaani yahin dhari
ik roz jab main apne fasaane mein jaaungaa
main kisi aur hi aalam kaa makin huun pyaare
mere jangal ki tarah ghar bhi hai sunsaan miraa
jis ke baghair ji nahin sakte the jaa chukaa
par dil se dard aankh se aansu kahaan gayaa
ab tujhe meraa naam yaad nahin
jab ki teraa pataa rahaa huun main
hai musibat mein giraftaar musibat meri
jo bhi mushkil hai vo mere liye aasaani hai
Ghazalग़ज़ल
sun! hijr aur visaal kaa jaadu kahaan gayaa
सुन! हिज्र और विसाल का जादू कहाँ गया
ye jo ik shaakh hai hari thi abhi
ये जो इक शाख़ है हरी थी अभी
gul to is khaak-daan se aate hain
गुल तो इस ख़ाक-दाँ से आते हैं
us khush-adaa ke aaina-khaane mein jaaungaa
उस ख़ुश-अदा के आइना-ख़ाने में जाऊँगा
ye saari dhuul miri hai ye sab ghubaar miraa
ये सारी धूल मिरी है ये सब ग़ुबार मिरा
ye gul jis khaak se laayaa gayaa hai
ये गुल जिस ख़ाक से लाया गया है





