Sher
a.ina to 'aibon ki khabar deta hai 'asif'
khush-fahmi-e-insan ka magar koi kare kya
A
Akhtar AsifAkhtar Asif
a.ina to 'aibon ki khabar deta hai 'asif'
आईना तो 'ऐबों की ख़बर देता है 'आसिफ़'
jis shakhs ko saa.e ki hai aaj baDi chahat
जिस शख़्स को साए की है आज बड़ी चाहत
main jiyun ehsan biTha kar vo bhi ik kam-zarf ka
मैं जियूँ एहसाँ बिठा कर वो भी इक कम-ज़र्फ़ का
nahin hai mujh ko chaman se nikalna asan
नहीं है मुझ को चमन से निकालना आसाँ
aa.ina sach bolta hai aa.ina hai mo'tabar
आइना सच बोलता है आइना है मो'तबर
a.ina to 'aibon ki khabar deta hai 'asif'
khush-fahmi-e-insan ka magar koi kare kya
jis shakhs ko saa.e ki hai aaj baDi chahat
puchho to kabhi us ne paude bhi laga.e hain
main jiyun ehsan biTha kar vo bhi ik kam-zarf ka
zindagi pyari hai lekin is qadar pyari nahin
nahin hai mujh ko chaman se nikalna asan
ba-shakl-e-rang rag-e-gul men bas gaya huun main
aa.ina sach bolta hai aa.ina hai mo'tabar
sach ki 'adat Daal tu bhi mo'tabar ho ja.ega
aaina to 'aibon ki khabar detaa hai 'aasif'
khush-fahmi-e-insaan kaa magar koi kare kyaa
jis shakhs ko saae ki hai aaj baDi chaahat
puchho to kabhi us ne paude bhi lagaae hain
nahin hai mujh ko chaman se nikaalnaa aasaan
ba-shakl-e-rang rag-e-gul mein bas gayaa huun main
aaina sach boltaa hai aaina hai mo'tabar
sach ki 'aadat Daal tu bhi mo'tabar ho jaaegaa
main jiyun ehsaan biThaa kar vo bhi ik kam-zarf kaa
zindagi pyaari hai lekin is qadar pyaari nahin