pahunchi dilon ki aag hamare khiyam tak
lekin dhuan to ja.ega darbar-e-sham tak

Allama Talib Jauhari
Allama Talib Jauhari
Sherशेर
See all 17 →pahunchi dilon ki aag hamare khiyam tak
पहुँची दिलों की आग हमारे ख़ियाम तक
bichhDe the to sakit palken sukhe peD ki shakhen thiin
बिछड़े थे तो साकित पलकें सूखे पेड़ की शाख़ें थीं
chand tak uD kar pahunchne ka nahin imkan ja
चाँद तक उड़ कर पहुँचने का नहीं इम्कान जा
'itr faroshon ke kuche men ek shanasa khushbu ne
'इत्र फ़रोशों के कूचे में एक शनासा ख़ुशबू ने
muhsinon ki aankh se kajal chura lete hain log
मुहसिनों की आँख से काजल चुरा लेते हैं लोग
ek kuen ki gahra.i se misr ke takht-e-shahi tak
एक कुएँ की गहराई से मिस्र के तख्त-ए-शाही तक
Popular Sher & Shayari
34 totalbichhDe the to sakit palken sukhe peD ki shakhen thiin
us se bichhaD kar duur chale to koson tak sailab raha
chand tak uD kar pahunchne ka nahin imkan ja
ja chakori apne ghar valon ka kahna maan ja
'itr faroshon ke kuche men ek shanasa khushbu ne
mera daman thaam liya tha itni der zarur hui
muhsinon ki aankh se kajal chura lete hain log
sochte kya ho nazar rakkha karo saman par
ek kuen ki gahra.i se misr ke takht-e-shahi tak
dekhne vaali aankh ko kitne nadida bazar mile
in gali kuchon mein bahnon kaa muhaafiz kaun hai
kasb-e-zar ki dauD mein basti se maan-jaae gae
pahunchi dilon ki aag hamaare khiyaam tak
lekin dhuaan to jaaegaa darbaar-e-shaam tak
ek kuein ki gahraai se misr ke takht-e-shaahi tak
dekhne vaali aankh ko kitne naadida baazaar mile
avval avval 'ilm faqat ik nuqta thaa
aakhir aakhir jehl banaa taavilon se
bichhDe the to saakit palkein sukhe peD ki shaakhein thiin
us se bichhaD kar duur chale to koson tak sailaab rahaa
kar rahe hain zindagi mein maa'naviyyat ki talaash
khvaab mein Duubaa huaa taalaab sahraa aur main
Ghazalग़ज़ल
jab naghma-zan thiin raatein jab bakht mehrbaan thaa
जब नग़्मा-ज़न थीं रातें जब बख़्त मेहरबाँ था
andhi raat ke chehre par taariki kaa ghaaza thaa
अंधी रात के चेहरे पर तारीकी का ग़ाज़ा था
kahin badan tishnagi kaa sahraa kahin badan be-kanaar dariyaa
कहीं बदन तिश्नगी का सहरा कहीं बदन बे-कनार दरिया
varaq varaq meri daastaan hai shikaar huun apni aagahi kaa
वरक़ वरक़ मेरी दास्ताँ है शिकार हूँ अपनी आगही का
jaise hi ziina bolaa tah khaane kaa
जैसे ही ज़ीना बोला तह ख़ाने का
phunk kar dasht-e-'arab ki kokh mein ruh-e-iram
फूँक कर दश्त-ए-'अरब की कोख में रूह-ए-इरम





