ye ashk palkon pe Thahren to aisa lagta hai
kisi makan ki dahliz par diye rakhe hain

Amaan Haider
Amaan Haider
Sherशेर
See all 9 →ye ashk palkon pe Thahren to aisa lagta hai
ये अश्क पलकों पे ठहरें तो ऐसा लगता है
ai parindo aan kar baiTho sar-e-shakh-e-'aza
ऐ परिंदो आन कर बैठो सर-ए-शाख़-ए-'अज़ा
qasam uTha.i hai siina hi noch Dalenge
क़सम उठाई है सीना ही नोच डालेंगे
halat chahe jo bhi hon dil to baDa rakho
हालात चाहे जो भी हों दिल तो बड़ा रखो
talab nahin hai hamen dusri mohabbat ki
तलब नहीं है हमें दूसरी मोहब्बत की
kuchh hamen paanv ke chhalon se bhi imdad hui
कुछ हमें पाँव के छालों से भी इमदाद हुई
Popular Sher & Shayari
18 totalai parindo aan kar baiTho sar-e-shakh-e-'aza
ham darakhton ko shu'ur-e-marsiya-khvani bhi hai
qasam uTha.i hai siina hi noch Dalenge
kabhi jo 'ishq ki mahsus ki chubhan ham ne
halat chahe jo bhi hon dil to baDa rakho
ye vaqt kaT hi ja.ega tum hausla rakho
talab nahin hai hamen dusri mohabbat ki
'aman' chaa.e dubara zarur chahte hain
kuchh hamen paanv ke chhalon se bhi imdad hui
aur kuchh rasta zanjir ne asan kiya
qasam uThaai hai siina hi noch Daaleinge
kabhi jo 'ishq ki mahsus ki chubhan ham ne
ye ashk palkon pe Thahrein to aisaa lagtaa hai
kisi makaan ki dahliz par diye rakhe hain
hamesha she'r kahne ki mashaqqat karni paDti hai
asiraan-e-sukhan kis ne kahaa aazaad hote hain
haalaat chaahe jo bhi hon dil to baDaa rakho
ye vaqt kaT hi jaaegaa tum hausla rakho
jaan se baDh ke huaa karti hai 'izzat pyaare
sar diyaa jaataa hai dastaar bachaane ke liye
talab nahin hai hamein dusri mohabbat ki
'amaan' chaae dubaara zarur chaahte hain
Ghazalग़ज़ल
us ke zarraat ko dariyaa ki ravaani karnaa
उस के ज़र्रात को दरिया की रवानी करना
shab-e-firaaq mein aahon ko niind aa rahi hai
शब-ए-फ़िराक़ में आहों को नींद आ रही है
dast-bardaari-e-taa'lim nahin ho sakti
दस्त-बरदारी-ए-ता'लीम नहीं हो सकती
'amaan' apni tarah aashnaa-e-fan to nahin
'अमान' अपनी तरह आश्ना-ए-फ़न तो नहीं
kaam anjaam diye sab se niraale ham ne
काम अंजाम दिए सब से निराले हम ने
miThe hain be-hisaab rasile hain sun ke log
मीठे हैं बे-हिसाब रसीले हैं सुन के लोग





