Sher
apne lahu se pyaas bujhani hai ta-hayat
ab raste men koi samundar na aa.ega

Anwar Ansari
apne hi ghar ke fard agar dushmani karein
अपने ही घर के फ़र्द अगर दुश्मनी करें
vo jo tere qarib hotaa hai
वो जो तेरे क़रीब होता है
kisi ki tum dil-aazaari na karnaa
किसी की तुम दिल-आज़ारी न करना
kam-basirat azaab kahte hain
कम-बसीरत अज़ाब कहते हैं
ab 'mir' jaisaa koi sukhan-var na aaegaa
अब 'मीर' जैसा कोई सुख़न-वर न आएगा
tiri talaash ne rakhaa hai dar-ba-dar mujh ko
तिरी तलाश ने रखा है दर-ब-दर मुझ को