ye to ho sakta hai ki donon ki manzil ek ho
phir bhi us ke ham-safar hone ki farma.ish na kar

Anwar Kaifi
Anwar Kaifi
Sherशेर
See all 8 →ye to ho sakta hai ki donon ki manzil ek ho
ये तो हो सकता है कि दोनों की मंज़िल एक हो
gharib bhuuk ki Thokar se khuun khuun hue
ग़रीब भूक की ठोकर से ख़ून ख़ून हुए
ye daur mohabbat ka lahu chaaT raha hai
ये दौर मोहब्बत का लहू चाट रहा है
miri qismat ki kashti bahr-e-gham men Duub sakti thi
मिरी क़िस्मत की कश्ती बहर-ए-ग़म में डूब सकती थी
rah-e-hayat men shayad hi vo maqam aa.e
रह-ए-हयात में शायद ही वो मक़ाम आए
dil se nikli hui har aah ki tasir men aa
दिल से निकली हुई हर आह की तासीर में आ
Popular Sher & Shayari
16 totalgharib bhuuk ki Thokar se khuun khuun hue
kisi amiir ko ab to lahu ki baas aa.e
ye daur mohabbat ka lahu chaaT raha hai
insan ka insan gala kaaT raha hai
miri qismat ki kashti bahr-e-gham men Duub sakti thi
tiri taqdir se shayad miri taqdir ubhri hai
rah-e-hayat men shayad hi vo maqam aa.e
ki naghma-ha-e-junun par sukut taari ho
dil se nikli hui har aah ki tasir men aa
maang le rab se mujhe aur miri taqdir men aa
ye to ho saktaa hai ki donon ki manzil ek ho
phir bhi us ke ham-safar hone ki farmaaish na kar
gharib bhuuk ki Thokar se khuun khuun hue
kisi amiir ko ab to lahu ki baas aae
ye daur mohabbat kaa lahu chaaT rahaa hai
insaan kaa insaan galaa kaaT rahaa hai
dil se nikli hui har aah ki taasir mein aa
maang le rab se mujhe aur miri taqdir mein aa
jo kar rahe the zamaane se gumrahi kaa safar
unhin ke naam kiyaa haq ne bandagi kaa safar
miri qismat ki kashti bahr-e-gham mein Duub sakti thi
tiri taqdir se shaayad miri taqdir ubhri hai
Ghazalग़ज़ल
is ke aage pyaar ke jazbon ki aaraaish na kar
इस के आगे प्यार के जज़्बों की आराइश न कर
hamaare lahje mein behtar hai inkisaari ho
हमारे लहजे में बेहतर है इंकिसारी हो
jo kar rahe the zamaane se gumrahi kaa safar
जो कर रहे थे ज़माने से गुमरही का सफ़र
insaan ko apni zaat kaa idraak hi nahin
इंसाँ को अपनी ज़ात का इदराक ही नहीं
khayaal mein bhi kabhi jab vo khush-libaas aae
ख़याल में भी कभी जब वो ख़ुश-लिबास आए
apne ghar se to chalaa thaa main shikaayat le kar
अपने घर से तो चला था मैं शिकायत ले कर





