hasin yaden vo bachpan ki kahin dil se na kho jaa.en
main apne ashiyane men khilaune ab bhi rakhta huun

Bashir Mehtaab
Bashir Mehtaab
Sherशेर
See all 25 →hasin yaden vo bachpan ki kahin dil se na kho jaa.en
हसीं यादें वो बचपन की कहीं दिल से न खो जाएँ
jise manzil samajh kar ruk ga.e ham
जिसे मंज़िल समझ कर रुक गए हम
mohabbat banTana sikho mohabbat hai ata rab ki
मोहब्बत बाँटना सीखो मोहब्बत है अता रब की
ye baton men narmi ye tahzib-o-adab
ये बातों में नर्मी ये तहज़ीब-ओ-आदाब
mujh ko akhbar si lagti hain tumhari baten
मुझ को अख़बार सी लगती हैं तुम्हारी बातें
zindagi fan nahin madari ka
ज़िंदगी फ़न नहीं मदारी का
Popular Sher & Shayari
50 totaljise manzil samajh kar ruk ga.e ham
vahin se apna aghaz-e-safar tha
mohabbat banTana sikho mohabbat hai ata rab ki
mohabbat banTne vaale tavil-ul-umr hote hain
ye baton men narmi ye tahzib-o-adab
sabhi kuchh mila ham ko urdu zaban se
mujh ko akhbar si lagti hain tumhari baten
har na.e roz naya fitna bayan karti hain
zindagi fan nahin madari ka
paniyon se diye nahin jalte
yuun mohabbat ko umr-bhar paDhnaa
zindagi imtihaan ho jaise
mujh ko akhbaar si lagti hain tumhaari baatein
har nae roz nayaa fitna bayaan karti hain
hasin yaadein vo bachpan ki kahin dil se na kho jaaein
main apne aashiyaane mein khilaune ab bhi rakhtaa huun
apni kamar se aap hi baandhe safar tamaam
phir yuun huaa ki main kabhi apnaa nahin banaa
ik bevafaa ke pyaar mein had se guzar gae
kaafir ke pyaar ne hamein kaafir banaa diyaa
zindagi fan nahin madaari kaa
paaniyon se diye nahin jalte
Ghazalग़ज़ल
na aane ke un ke bahaane bhi dekhe
न आने के उन के बहाने भी देखे
suhaane sapne aae hain
सुहाने सपने आए हैं
rukh tumhaaraa ho jidhar ham bhi udhar ho jaaeinge
रुख़ तुम्हारा हो जिधर हम भी उधर हो जाएँगे
kis masti mein ab rahtaa huun
किस मस्ती में अब रहता हूँ
maanaa us ko gila nahin mujh se
माना उस को गिला नहीं मुझ से
sab ki maujudgi samajhtaa hai
सब की मौजूदगी समझता है





