vaqar-e-khun-e-shahidan-e-karbala ki qasam
yazid morcha jiita hai jang haara hai

Divakar Rahi
Divakar Rahi
Sherशेर
See all 16 →vaqar-e-khun-e-shahidan-e-karbala ki qasam
वक़ार-ए-ख़ून-ए-शहीदान-ए-कर्बला की क़सम
is daur-e-taraqqi ke andaz nirale hain
इस दौर-ए-तरक़्क़ी के अंदाज़ निराले हैं
is intizar men baiThe hain un ki mahfil men
इस इंतिज़ार में बैठे हैं उन की महफ़िल में
agar ai nakhuda tufan se laDne ka dam-kham hai
अगर ऐ नाख़ुदा तूफ़ान से लड़ने का दम-ख़म है
saval ye hai ki is pur-fareb duniya men
सवाल ये है कि इस पुर-फ़रेब दुनिया में
ghusse men barhami men ghazab men itaab men
ग़ुस्से में बरहमी में ग़ज़ब में इताब में
Popular Sher & Shayari
32 totalis daur-e-taraqqi ke andaz nirale hain
zehnon men andhere hain saDkon pe ujale hain
is intizar men baiThe hain un ki mahfil men
ki vo nigah uTha.en to ham salam karen
agar ai nakhuda tufan se laDne ka dam-kham hai
idhar kashti na le aana yahan paani bahut kam hai
saval ye hai ki is pur-fareb duniya men
khuda ke naam pe kis kis ka ehtiram karen
ghusse men barhami men ghazab men itaab men
khud aa ga.e hain vo mire khat ke javab men
ain-fitrat hai ki jis shaakh pe phal aaeinge
inkisaari se vahi shaakh lachak jaaegi
bahut aasaan hai do ghunT pi lenaa to ai 'raahi'
baDi mushkil se aate hain magar aadaab-e-mai-khaana
sochne ki ye baat hai 'raahi'
sochte hi rahe to kyaa hogaa
ab to utni bhi mayassar nahin mai-khaane mein
jitni ham chhoD diyaa karte the paimaane mein
vaqt barbaad karne vaalon ko
vaqt barbaad kar ke chhoDegaa
abas ilzaam mat do mushkilaat-e-raah ko 'raahi'
tumhaare hi iraade mein kami maalum hoti hai
Ghazalग़ज़ल
zaraa bhi shor maujon kaa nahin hai
ज़रा भी शोर मौजों का नहीं है
hazaaron baar kah kar bevafaa ko baa-vafaa main ne
हज़ारों बार कह कर बेवफ़ा को बा-वफ़ा मैं ने
is shahr-e-nigaaraan ki kuchh baat niraali hai
इस शहर-ए-निगाराँ की कुछ बात निराली है
kuchh aadmi samaaj pe bojhal hain aaj bhi
कुछ आदमी समाज पे बोझल हैं आज भी





