bahut si baten zaban se kahi nahin jatin
saval kar ke use dekhna zaruri hai

Fasih Akmal
Fasih Akmal
Sherशेर
See all 12 →bahut si baten zaban se kahi nahin jatin
बहुत सी बातें ज़बाँ से कही नहीं जातीं
mudda.a iz.har se khulta nahin hai
मुद्दआ इज़हार से खुलता नहीं है
umr bhar milne nahin deti hain ab to ranjishen
उम्र भर मिलने नहीं देती हैं अब तो रंजिशें
hamari fat.h ke andaz duniya se nirale hain
हमारी फ़त्ह के अंदाज़ दुनिया से निराले हैं
kitabon se na danish ki faravani se aaya hai
किताबों से न दानिश की फ़रावानी से आया है
jinhen tarikh bhi likhte Daregi
जिन्हें तारीख़ भी लिखते डरेगी
Popular Sher & Shayari
24 totalmudda.a iz.har se khulta nahin hai
ye zaban-e-be-zabani aur hai
umr bhar milne nahin deti hain ab to ranjishen
vaqt ham se ruuTh jaane ki ada tak le gaya
hamari fat.h ke andaz duniya se nirale hain
ki parcham ki jagah neze pe apna sar nikalta hai
kitabon se na danish ki faravani se aaya hai
saliqa zindagi ka dil ki nadani se aaya hai
jinhen tarikh bhi likhte Daregi
vo hangame yahan hone lage hain
har ek aankh mein aansu har ek lab pe fughaan
ye ek shor-e-qayaamat saa ku-ba-ku kyaa hai
hamin pe khatm hain jaur-o-sitam zamaane ke
hamaare baad use kis ki aarzu hogi
kitaabon se na daanish ki faraavaani se aayaa hai
saliqa zindagi kaa dil ki naadaani se aayaa hai
ab kisi aur kaa tum zikr na karnaa mujh se
varna ik khvaab jo aankhon mein hai mar jaaegaa
bahut si baatein zabaan se kahi nahin jaatin
savaal kar ke use dekhnaa zaruri hai
'umr-bhar 'ahd-e-ta'alluq ke nigah-daar rahe
apne baare mein koi khvaab na dekhaa ham ne
Ghazalग़ज़ल
apne hi sar se jo suraj kaa guzar maange hai
अपने ही सर से जो सूरज का गुज़र माँगे है
dekhiye haalaat ke jogi kaa kab TuuTe sharaap
देखिए हालात के जोगी का कब टूटे शराप
us ki divaar pe manqush hai vo harf-e-vafaa
उस की दीवार पे मनक़ूश है वो हर्फ़-ए-वफ़ा
kisi ke saamne is tarah surkh-ru hogi
किसी के सामने इस तरह सुर्ख़-रू होगी
muddat se vo khushbu-e-hinaa hi nahin aai
मुद्दत से वो ख़ुशबू-ए-हिना ही नहीं आई
kuchh nayaa karne ki khvaahish mein puraane ho gae
कुछ नया करने की ख़्वाहिश में पुराने हो गए





