rahguzar hai udaas meri tarah
jaane kab vo yahan se guzrega

Govind Gulshan
Govind Gulshan
Sherशेर
rahguzar hai udaas meri tarah
रहगुज़र है उदास मेरी तरह
ek mushkil ho to asan bana li jaa.e
एक मुश्किल हो तो आसान बना ली जाए
pahle talash kijiye manzil ki rahguzar
पहले तलाश कीजिए मंज़िल की रहगुज़र
zid par aDe hue hain ye dil bhi dimagh bhi
ज़िद पर अड़े हुए हैं ये दिल भी दिमाग़ भी
phir mujhe yaad aa.ega bachpan
फिर मुझे याद आएगा बचपन
zehn aur dil men jo an-ban hai vo an-ban na rahe
ज़ेहन और दिल में जो अन-बन है वो अन-बन न रहे
Popular Sher & Shayari
12 totalek mushkil ho to asan bana li jaa.e
us ne to zindagi dushvar bana rakkhi hai
pahle talash kijiye manzil ki rahguzar
phir sochiye ki raah men divar kaun hai
zid par aDe hue hain ye dil bhi dimagh bhi
ab dekhna hai in men asar-dar kaun hai
phir mujhe yaad aa.ega bachpan
ik zamana guman se guzrega
zehn aur dil men jo an-ban hai vo an-ban na rahe
is liye darmiyan divar bana rakkhi hai
pahle talaash kijiye manzil ki rahguzar
phir sochiye ki raah mein divaar kaun hai
zid par aDe hue hain ye dil bhi dimaagh bhi
ab dekhnaa hai in mein asar-daar kaun hai
rahguzar hai udaas meri tarah
jaane kab vo yahaan se guzregaa
phir mujhe yaad aaegaa bachpan
ik zamaana gumaan se guzregaa
zehn aur dil mein jo an-ban hai vo an-ban na rahe
is liye darmiyaan divaar banaa rakkhi hai
ek mushkil ho to aasaan banaa li jaae
us ne to zindagi dushvaar banaa rakkhi hai
Ghazalग़ज़ल
dil mein ye ek Dar hai baraabar banaa huaa
दिल में ये एक डर है बराबर बना हुआ
hamein ab dil koi surat kisi ke naam karnaa hai
हमें अब दिल कोई सूरत किसी के नाम करना है
kaun apnaa hai ye chehron se nahin jaante hain
कौन अपना है ये चेहरों से नहीं जानते हैं
aavaaz suni meri na rudaad kisi ne
आवाज़ सुनी मेरी न रूदाद किसी ने
vahaan charaagh yahaan raushni kaa saaya hai
वहाँ चराग़ यहाँ रौशनी का साया है
hamin the joDne vaale hamin haTaae gae
हमीं थे जोड़ने वाले हमीं हटाए गए





