vaqt ki laash pe rone ko jigar hai kis ka
kis janaze ko liye ahl-e-nazar aate hain

Hanif Fauq
Hanif Fauq
Sherशेर
See all 12 →vaqt ki laash pe rone ko jigar hai kis ka
वक़्त की लाश पे रोने को जिगर है किस का
udaas raton ki tirgi men na koi taara na koi jugnu
उदास रातों की तीरगी में न कोई तारा न कोई जुगनू
ik janam ke pyase bhi sair hon to ham janen
इक जनम के प्यासे भी सैर हों तो हम जानें
na chhoDa sard jhonkon ne vafa ko
न छोड़ा सर्द झोंकों ने वफ़ा को
shaam ki bhigi hui palkon men phir
शाम की भीगी हुई पलकों में फिर
main teri jumbish-e-mizhgan se kaanp jaata hon
मैं तेरी जुम्बिश-ए-मिज़्गाँ से काँप जाता हों
Popular Sher & Shayari
24 totaludaas raton ki tirgi men na koi taara na koi jugnu
kisi ka naqsh-e-qadam hi chamke to nuur ka e'tibar aa.e
ik janam ke pyase bhi sair hon to ham janen
yuun to rahmat-e-yazdan char-su barasti hai
na chhoDa sard jhonkon ne vafa ko
jo shakh-e-dard ki tanha kali thi
shaam ki bhigi hui palkon men phir
koi aansu aa.e aur taara bane
main teri jumbish-e-mizhgan se kaanp jaata hon
agarche dil ko gham-e-do-jahan se Dar bhi nahin
main ne apni palkon par gham-kade sajaae hain
aarzu ke maatam mein sogvaar hasti hai
kitni naadida bahaaron ki tamannaa-e-javaan
daaman-e-jaan mein mire aag lagaa deti hai
ik janam ke pyaase bhi sair hon to ham jaanein
yuun to rahmat-e-yazdaan chaar-su barasti hai
udaas raaton ki tirgi mein na koi taaraa na koi jugnu
kisi kaa naqsh-e-qadam hi chamke to nuur kaa e'tibaar aae
vaqt ki laash pe rone ko jigar hai kis kaa
kis janaaze ko liye ahl-e-nazar aate hain
unhein kyaa fikr ki puchhein dil-e-bimaar kaa haal
be-niyaazaana vo andaaz-e-sukhan hai ki jo thaa
Ghazalग़ज़ल
chashm-e-pur-nam abhi marhun-e-asar ho na saki
चश्म-ए-पुर-नम अभी मरहून-ए-असर हो न सकी
fazaaon mein kuchh aisi khalbali thi
फ़ज़ाओं में कुछ ऐसी खलबली थी
nasim-e-subh-e-bahaar aae dil-e-hazin ko qaraar aae
नसीम-ए-सुब्ह-ए-बहार आए दिल-ए-हज़ीं को क़रार आए
zaat kaa dasht-e-khatar yaad aayaa
ज़ात का दश्त-ए-ख़तर याद आया
aah-o-fariyaad se maamur chaman hai ki jo thaa
आह-ओ-फ़रियाद से मा'मूर चमन है कि जो था
ye fazaa-e-nil-gun ye baal-o-par kaafi nahin
ये फ़ज़ा-ए-नील-गूँ ये बाल-ओ-पर काफ़ी नहीं





