puchhte jaate hain ye ham sab se
majlis-e-vaz men sharab bhi hai

Hasan Barelvi
Hasan Barelvi
Sherशेर
See all 19 →puchhte jaate hain ye ham sab se
पूछते जाते हैं ये हम सब से
aa.i kya ji men tegh-e-qatil ke
आई क्या जी में तेग़-ए-क़ातिल के
shisha uTha kar taaq se ham ne
शीशा उठा कर ताक़ से हम ने
ek kah kar jis ne sunni ho hazaron baten
एक कह कर जिस ने सुननी हो हज़ारों बातें
jo khaas jalve the ushshaq ki nazar ke liye
जो ख़ास जल्वे थे उश्शाक़ की नज़र के लिए
abr hai gulzar hai mai hai khushi ka daur hai
अब्र है गुलज़ार है मय है ख़ुशी का दौर है
Popular Sher & Shayari
38 totalaa.i kya ji men tegh-e-qatil ke
ki juda ho ga.i gale mil ke
shisha uTha kar taaq se ham ne
taaq pe rakh di saaqi tauba
ek kah kar jis ne sunni ho hazaron baten
vo kahe un se mujhe aap se kuchh kahna hai
jo khaas jalve the ushshaq ki nazar ke liye
vo aam kar diye tum ne jahan bhar ke liye
abr hai gulzar hai mai hai khushi ka daur hai
aaj to Duube hue dil ko uchhalne dijiye
dekh aao mariz-e-furqat ko
rasm-e-duniyaa bhi hai savaab bhi hai
jaan agar ho jaan to kyun-kar na ho tujh par nisaar
dil agar ho dil tiri surat pe shaidaa kyuun na ho
dil ko jaanaan se 'hasan' samjhaa-bujhaa ke laae the
dil hamein samjhaa-bujhaa kar su-e-jaanaan le chalaa
ishq mein be-taabiyaan hoti hain lekin ai 'hasan'
jis qadar bechain tum ho us qadar koi na ho
o vasl mein munh chhupaane vaale
ye bhi koi vaqt hai hayaa kaa
gulshan-e-khuld ki kyaa baat hai kyaa kahnaa hai
par hamein tere hi kuche mein paDaa rahnaa hai
Ghazalग़ज़ल
kaun kahtaa hai ki aa kar dekh lo
कौन कहता है कि आ कर देख लो
dekhe agar ye garmi-e-baazaar aaftaab
देखे अगर ये गर्मी-ए-बाज़ार आफ़्ताब
jab miraa mahr jalva-gar hogaa
जब मिरा महर जल्वा-गर होगा
har sukhan mein vo sehr karte hain
हर सुख़न में वो सेहर करते हैं
raaz-e-dil laate hain zabaan tak ham
राज़-ए-दिल लाते हैं ज़बाँ तक हम
chhup gayaa yaar khud-numaa ho kar
छुप गया यार ख़ुद-नुमा हो कर





