laakh miThe hon tire shahr ke chashme lekin
ham tire shahr ko khush-ab nahin kah sakte

Haseebul Hasan
Haseebul Hasan
Sherशेर
See all 33 →laakh miThe hon tire shahr ke chashme lekin
लाख मीठे हों तिरे शहर के चश्मे लेकिन
us ke me.aar par khuda laa.e
उस के मेआ'र पर ख़ुदा लाए
pagal kiya hai ishq ne aadha jo rah gaya
पागल किया है इश्क़ ने आधा जो रह गया
main ka.i kaam to danista ghalat karta tha
मैं कई काम तो दानिस्ता ग़लत करता था
tujhe pata tha main tere baghair kuchh bhi nahin
तुझे पता था मैं तेरे बग़ैर कुछ भी नहीं
qasam hai tere taghaful ki tujh se pahle mujhe
क़सम है तेरे तग़ाफ़ुल की तुझ से पहले मुझे
Popular Sher & Shayari
66 totalus ke me.aar par khuda laa.e
us nazar tak to aa ga.e hain ham
pagal kiya hai ishq ne aadha jo rah gaya
ab aadhe sar ke dard ka puura mariz huun
main ka.i kaam to danista ghalat karta tha
taaki vo nuqs nikale ki nahin aise kar
tujhe pata tha main tere baghair kuchh bhi nahin
zara taras bhi na aaya tujhe bichhaDte hue
qasam hai tere taghaful ki tujh se pahle mujhe
nahin pata tha ki ehsas-e-kamtari kya hai
hamaare aansu kisi Thikaane to lag rahe hain
furaat ke bad-nasib paani kaa kyaa banegaa
tumhaari aankhon pe nazm kahne se pahle ham ne bhigoi aankhein
sunaa huaa thaa zamin nam ho to achchhi hoti hai kaasht-kaari
ham aise log zaaea ho rahe hain
khudaa chup-chaap dekhe jaa rahaa hai
us ke meaar par khudaa laae
us nazar tak to aa gae hain ham
sitaare dekhne vaale hamein bataate hain
hamaare honT tumhaari jabin ko tarseinge
ye saath gaanv mein ek chhoTaa saa kaam hai bas
miri udaasi udaas mat ho main aa rahaa huun
Ghazalग़ज़ल
hamaaraa zikr kisi ki zabaan tak aa gayaa thaa
हमारा ज़िक्र किसी की ज़बाँ तक आ गया था
apni palkon se khvaab thaam miraa
अपनी पलकों से ख़्वाब थाम मिरा
dil ki mahfil mein kabhi ram nahin rakhte ham log
दिल की महफ़िल में कभी रम नहीं रखते हम लोग
darun-e-dil kisi kachche makaan kaa naqsha
दरून-ए-दिल किसी कच्चे मकान का नक़्शा
gulaab-chehron ki shaadmaani kaa kyaa banegaa
गुलाब-चेहरों की शादमानी का क्या बनेगा
kisi bhanvar ke ghumaav mein aa sakaa hi nahin
किसी भँवर के घुमाव में आ सका ही नहीं





