nahin hai tum men saliqa jo ghar banane ka
to 'ashk' jaao parindon ke ashiyan dekho

Ibrahim Ashk
Ibrahim Ashk
Sherशेर
See all 19 →nahin hai tum men saliqa jo ghar banane ka
नहीं है तुम में सलीक़ा जो घर बनाने का
zindagi vaadi o sahra ka safar hai kyuun hai
ज़िंदगी वादी ओ सहरा का सफ़र है क्यूँ है
bas ek baar hi toDa jahan ne ahd-e-vafa
बस एक बार ही तोड़ा जहाँ ने अहद-ए-वफ़ा
zindagi apni musalsal chahaton ka ik safar
ज़िंदगी अपनी मुसलसल चाहतों का इक सफ़र
na dil men koi gham rahe na meri aankh nam rahe
न दिल में कोई ग़म रहे न मेरी आँख नम रहे
koi to hoga jis ko mira intizar hai
कोई तो होगा जिस को मिरा इंतिज़ार है
Popular Sher & Shayari
38 totalzindagi vaadi o sahra ka safar hai kyuun hai
itni viran miri rah-guzar hai kyuun hai
bas ek baar hi toDa jahan ne ahd-e-vafa
kisi se ham ne phir ahd-e-vafa kiya hi nahin
zindagi apni musalsal chahaton ka ik safar
is safar men bar-ha mil kar bichhaD jaata hai vo
na dil men koi gham rahe na meri aankh nam rahe
har ek dard ko miTa sharab la sharab de
koi to hoga jis ko mira intizar hai
kahta hai dil ke shahr-e-tamanna men le ke chal
zindagi apni musalsal chaahaton kaa ik safar
is safar mein baar-haa mil kar bichhaD jaataa hai vo
na dil mein koi gham rahe na meri aankh nam rahe
har ek dard ko miTaa sharaab laa sharaab de
ye aur baat hai ki barhana thi zindagi
maujud phir bhi mere badan par libaas thaa
kis liye katraa ke jaataa hai musaafir dam to le
aaj sukhaa peD huun kal teraa saayaa main hi thaa
koi to hogaa jis ko miraa intizaar hai
kahtaa hai dil ke shahr-e-tamannaa mein le ke chal
bikhre hue the log khud apne vajud mein
insaan ki zindagi kaa ajab bandobast thaa
Ghazalग़ज़ल
duniyaa luTi to duur se taktaa hi rah gayaa
दुनिया लुटी तो दूर से तकता ही रह गया
mishal-ba-kaf kabhi to kabhi dil-ba-dast thaa
मिशअल-ब-कफ़ कभी तो कभी दिल-ब-दस्त था
ghazal ho gai jab bhi sochaa tumhein
ग़ज़ल हो गई जब भी सोचा तुम्हें
mohabbaton mein jo miT miT ke shaahkaar huaa
मोहब्बतों में जो मिट मिट के शाहकार हुआ
mujhe na dekho mire jism kaa dhuaan dekho
मुझे न देखो मिरे जिस्म का धुआँ देखो
na ku-e-yaar mein Thahraa na anjuman mein rahaa
न कू-ए-यार में ठहरा न अंजुमन में रहा





