baiThta hai jab tundila shaikh aa kar bazm men
ik baDa maTka sa rahta hai shikam aage dhara

Insha Allah Khan Insha
Insha Allah Khan Insha
Sherशेर
See all 47 →baiThta hai jab tundila shaikh aa kar bazm men
बैठता है जब तुंदीला शैख़ आ कर बज़्म में
har-chand ki aasi huun pa ummat men huun us ki
हर-चंद कि आसी हूँ प उम्मत में हूँ उस की
na chheD ai nik.hat-e-bad-e-bahari raah lag apni
न छेड़ ऐ निकहत-ए-बाद-ए-बहारी राह लग अपनी
na kah tu shaikh mujhe zohd siikh masti chhoD
न कह तू शैख़ मुझे ज़ोहद सीख मस्ती छोड़
kaaTe hain ham ne yunhi ayyam zindagi ke
काटे हैं हम ने यूँही अय्याम ज़िंदगी के
kar leta huun band ankhen main divar se lag kar
कर लेता हूँ बंद आँखें मैं दीवार से लग कर
Popular Sher & Shayari
94 totalhar-chand ki aasi huun pa ummat men huun us ki
jis ka hai qadam arsh-e-mua.alla se bhi baala
na chheD ai nik.hat-e-bad-e-bahari raah lag apni
tujhe aTkheliyan sujhi hain ham be-zar baiThe hain
na kah tu shaikh mujhe zohd siikh masti chhoD
tiri pasand juda hai miri pasand juda
kaaTe hain ham ne yunhi ayyam zindagi ke
sidhe se sidhe-sade aur kaj se kaj rahe hain
kar leta huun band ankhen main divar se lag kar
baiThe hai kisi se jo koi pyaar se lag kar
ajiib lutf kuchh aapas ki chheD-chhaaD mein hai
kahaan milaap mein vo baat jo bigaaD mein hai
na chheD ai nikhat-e-baad-e-bahaari raah lag apni
tujhe aTkheliyaan sujhi hain ham be-zaar baiThe hain
kyaa hansi aati hai mujh ko hazrat-e-insaan par
fe'l-e-bad khud hi karein laa'nat karein shaitaan par
kamar baandhe hue chalne ko yaan sab yaar baiThe hain
bahut aage gae baaqi jo hain tayyaar baiThe hain
pahunchun main kis ki kohna haqiqat ko aaj tak
'inshaa' mujhe milaa nahin apnaa hi kuchh suraagh
jazba-e-ishq salaamat hai to inshaa-allaah
kachche dhaage se chale aaeinge sarkaar bandhe
Ghazalग़ज़ल
saahab ke harza-pan se har ek ko gila hai
साहब के हर्ज़ा-पन से हर एक को गिला है
zinhaar himmat apne se hargiz na haariye
ज़िन्हार हिम्मत अपने से हरगिज़ न हारिए
khol aaghosh na tu mujh se rukaavaT se lipaT
खोल आग़ोश न तू मुझ से रुकावट से लिपट
lab pe aai hui ye jaan phire
लब पे आई हुई ये जान फिरे
lag jaa tu mire siina se darvaaza ko kar band
लग जा तू मिरे सीना से दरवाज़ा को कर बंद
ye nigah ye munh ye rangat ye misi ye laal-e-khandaan
ये निगह ये मुँह ये रंगत ये मिसी ये लाल-ए-ख़ंदाँ





