bil-ehtimam zulm ki tajdid ki ga.i
aur ham ko sabr-o-zabt ki takid ki ga.i

Iqbal Azeem
Iqbal Azeem
Sherशेर
See all 30 →bil-ehtimam zulm ki tajdid ki ga.i
बिल-एहतिमाम ज़ुल्म की तज्दीद की गई
jhuk kar salam karne men kya harj hai magar
झुक कर सलाम करने में क्या हर्ज है मगर
yuun sar-e-rah mulaqat hui hai aksar
यूँ सर-ए-राह मुलाक़ात हुई है अक्सर
qatil ne kis safa.i se dhoi hai astin
क़ातिल ने किस सफ़ाई से धोई है आस्तीं
ham bahut duur nikal aa.e hain chalte chalte
हम बहुत दूर निकल आए हैं चलते चलते
haath phaila.un main isa-nafason ke aage
हाथ फैलाऊँ मैं ईसा-नफ़सों के आगे
Popular Sher & Shayari
60 totaljhuk kar salam karne men kya harj hai magar
sar itna mat jhukao ki dastar gir paDe
yuun sar-e-rah mulaqat hui hai aksar
us ne dekha bhi nahin ham ne pukara bhi nahin
qatil ne kis safa.i se dhoi hai astin
us ko khabar nahin ki lahu bolta bhi hai
ham bahut duur nikal aa.e hain chalte chalte
ab Thahar jaa.en kahin shaam ke Dhalte Dhalte
haath phaila.un main isa-nafason ke aage
dard pahlu men mire hai magar itna bhi nahin
ab ham bhi sochte hain ki baazaar garm hai
apnaa zamir bech ke duniyaa kharid lein
ai ahl-e-vafaa daad-e-jafaa kyuun nahin dete
soe hue zakhmon ko jagaa kyuun nahin dete
junun ko hosh kahaan ehtimaam-e-ghaarat kaa
fasaad jo bhi jahaan mein huaa khirad se huaa
manzil to khush-nasibon mein taqsim ho chuki
kuchh khush-khayaal log abhi tak safar mein hain
jab ghar ki aag bujhi to kuchh saamaan bachaa thaa jalne se
so vo bhi un ke haath lagaa jo aag bujhaane aae the
guftugu nazr-e-ehtiyaat hui
qabl is ke ki ibtidaa karte
Ghazalग़ज़ल
aap meri tabiat se vaaqif nahin mujh ko be-jaa takalluf ki aadat nahin
आप मेरी तबीअ'त से वाक़िफ़ नहीं मुझ को बे-जा तकल्लुफ़ की आदत नहीं
gila to aap se hai aur be-sabab bhi nahin
गिला तो आप से है और बे-सबब भी नहीं
ye nigaah-e-sharm jhuki jhuki ye jabin-e-naaz dhuaan dhuaan
ये निगाह-ए-शर्म झुकी झुकी ये जबीन-ए-नाज़ धुआँ धुआँ
ai ahl-e-vafaa daad-e-jafaa kyuun nahin dete
ऐ अहल-ए-वफ़ा दाद-ए-जफ़ा क्यूँ नहीं देते
vo yuun milaa ki ba-zaahir khafaa khafaa saa lagaa
वो यूँ मिला कि ब-ज़ाहिर ख़फ़ा ख़फ़ा सा लगा
zahr de de na koi ghol ke paimaane mein
ज़हर दे दे न कोई घोल के पैमाने में





