"ye nad-e-ali ka ajab mo.ajiza tha sabhi tiir palTe kamanon ki janib"

Jina Quraishi
Jina Quraishi
Sherशेर
ye nad-e-ali ka ajab mo.ajiza tha
ये नाद-ए-अली का अजब मो'जिज़ा था
miri bebasi pe na muskura ye baja ki main tiri khak-e-pa
मिरी बेबसी पे न मुस्कुरा ये बजा कि मैं तिरी ख़ाक-ए-पा
har baar suhulat se mujhe bhulne vaale
हर बार सुहूलत से मुझे भूलने वाले
tu mukhil jab se hua hai miri tanha.i men
तू मुख़िल जब से हुआ है मिरी तन्हाई में
Popular Sher & Shayari
8 total"miri bebasi pe na muskura ye baja ki main tiri khak-e-pa jo hila ke rakh de falak ko bhi vo asar hai ab miri aah men"
"har baar suhulat se mujhe bhulne vaale is baar kahin main bhi tujhe bhuul na ja.un"
"tu mukhil jab se hua hai miri tanha.i men ai gham-e-yar miri khud se mulaqat ga.i"
ye naad-e-ali kaa ajab moajiza thaa
sabhi tiir palTe kamaanon ki jaanib
miri bebasi pe na muskuraa ye bajaa ki main tiri khaak-e-paa
jo hilaa ke rakh de falak ko bhi vo asar hai ab miri aah mein
tu mukhil jab se huaa hai miri tanhaai mein
ai gham-e-yaar miri khud se mulaaqaat gai
har baar suhulat se mujhe bhulne vaale
is baar kahin main bhi tujhe bhuul na jaaun
Ghazalग़ज़ल
tire khayaal ke phulon se rang-o-bu nikle
तिरे ख़याल के फूलों से रंग-ओ-बू निकले
ishq ne daaera banaa rakkhaa
इश्क़ ने दायरा बना रक्खा
naasehaa tu hi bataa kyaa ye khayaal achchhaa hai
नासेहा तू ही बता क्या ये ख़याल अच्छा है
dariyaa ki tishnagi mein insaan ki bebasi mein
दरिया की तिश्नगी में इंसाँ की बेबसी में
dang huun fareb-kaari ke ambaar dekh kar
दंग हूँ फ़रेब-कारी के अम्बार देख कर
bezaar huun main dil se dil bhi hai mujh se naalaan
बेज़ार हूँ मैं दिल से दिल भी है मुझ से नालाँ





