Sher
milad-e-shah ka din hai ki ye roz-e-id hai
ik bada-khvar ka sa saba men khumar hai
M
Mahmooda Akhtar MahmoodaMahmooda Akhtar Mahmooda
milad-e-shah ka din hai ki ye roz-e-id hai
ik bada-khvar ka sa saba men khumar hai
mausam bahar ka hai chaman par bahar hai
bulbul fida-e-gul hai gulon par nikhar hai
bulbul chahak ke kahti hai muddat ke baa'd phir
gulshan men aaj amad-e-fasl-e-bahar hai
milaad-e-shah kaa din hai ki ye roz-e-id hai
ik baada-khvaar kaa saa sabaa mein khumaar hai
mausam bahaar kaa hai chaman par bahaar hai
bulbul fidaa-e-gul hai gulon par nikhaar hai
bulbul chahak ke kahti hai muddat ke baa'd phir
gulshan mein aaj aamad-e-fasl-e-bahaar hai