un ka gham un ka tasavvur un ki yaad
kaT rahi hai zindagi aram se
Mahshar Inayati
Mahshar Inayati
Sherशेर
See all 14 →un ka gham un ka tasavvur un ki yaad
उन का ग़म उन का तसव्वुर उन की याद
har ek baat zaban se kahi nahin jaati
हर एक बात ज़बाँ से कही नहीं जाती
kisi ki bazm ke halat ne samjha diya mujh ko
किसी की बज़्म के हालात ने समझा दिया मुझ को
baDi tavil hai 'mahshar' kisi ke hijr ki baat
बड़ी तवील है 'महशर' किसी के हिज्र की बात
na ghair hi mujhe samjho na dost hi samjho
न ग़ैर ही मुझे समझो न दोस्त ही समझो
chale bhi aao mire jite-ji ab itna bhi
चले भी आओ मिरे जीते-जी अब इतना भी
Popular Sher & Shayari
28 totalhar ek baat zaban se kahi nahin jaati
jo chupke baiThe hain kuchh un ki baat bhi samjho
kisi ki bazm ke halat ne samjha diya mujh ko
ki jab saaqi nahin apna to mai apni na jaam apna
baDi tavil hai 'mahshar' kisi ke hijr ki baat
koi ghazal hi sunao ki niind aa jaa.e
na ghair hi mujhe samjho na dost hi samjho
mire liye ye bahut hai ki aadmi samjho
chale bhi aao mire jite-ji ab itna bhi
na intizar baDhao ki niind aa jaa.e
main divaana sahi lekin vo khush-qismat huun ai 'mahshar'
ki duniyaa ki zabaan par aa gayaa hai aaj naam apnaa
un kaa gham un kaa tasavvur un ki yaad
kaT rahi hai zindagi aaraam se
chale bhi aao mire jite-ji ab itnaa bhi
na intizaar baDhaao ki niind aa jaae
har ek baat zabaan se kahi nahin jaati
jo chupke baiThe hain kuchh un ki baat bhi samjho
kisi ki bazm ke haalaat ne samjhaa diyaa mujh ko
ki jab saaqi nahin apnaa to mai apni na jaam apnaa
qasam jab us ne khaai ham ne e'tibaar kar liyaa
zaraa si der zindagi ko khush-gavaar kar liyaa
Ghazalग़ज़ल
fikr-e-tajdid-e-rivaayaat-e-kuhan aaj bhi hai
फ़िक्र-ए-तज्दीद-ए-रिवायात-ए-कुहन आज भी है
masarraton ki saaaton mein ikhtisaar kar liyaa
मसर्रतों की साअतों में इख़्तिसार कर लिया
tire suluk-e-taghaaful se ho ke saudaai
तिरे सुलूक-ए-तग़ाफ़ुल से हो के सौदाई
haar kar hijr-e-naa-tamaam se ham
हार कर हिज्र-ए-ना-तमाम से हम
dil ko rah rah ke intizaar saa hai
दिल को रह रह के इंतिज़ार सा है
khush hain bahut mizaaj-e-zamaanaa badal ke ham
ख़ुश हैं बहुत मिज़ाज-ए-ज़माना बदल के हम





