ye bhi aana hai koi is se na aana behtar
aa.e dam bhi na hua kahte ho ja.un ja.un
Meer Mohammadi Bedar
Meer Mohammadi Bedar
Sherशेर
See all 45 →ye bhi aana hai koi is se na aana behtar
ये भी आना है कोई इस से न आना बेहतर
baap ka hai fakhr vo beTa ki rakhta ho kamal
बाप का है फ़ख़्र वो बेटा कि रखता हो कमाल
aah qasid to ab talak na phira
आह क़ासिद तो अब तलक न फिरा
hain tasavvur men us ke ankhen band
हैं तसव्वुर में उस के आँखें बंद
havas-o-hosh ko chhoD aap dil gaya us paas
हवास-ओ-होश को छोड़ आप दिल गया उस पास
apne uupar tu rahm kar zalim
अपने ऊपर तू रहम कर ज़ालिम
Popular Sher & Shayari
90 totalbaap ka hai fakhr vo beTa ki rakhta ho kamal
dekh a.ine ko farzand-e-rashid-e-sang hai
aah qasid to ab talak na phira
dil dhaDakta hai kya hua hoga
hain tasavvur men us ke ankhen band
log janen hain khvab karta huun
havas-o-hosh ko chhoD aap dil gaya us paas
jab ahl-e-fauj hi mil jaa.en kya sipah kare
apne uupar tu rahm kar zalim
dekh mat baar baar a.ina
nahin kuchh abr hi shaagird meri ashk-baari kaa
sabaq leti hai mujh se barq bhi aa be-qaraari kaa
kis tarah haal-e-dil kahun us gul se baagh mein
phirti hai us ke saath to har-dam sabaa lagi
junun ne dast-kaari aisi bhi ki
na thaa goyaa garebaan pairahan mein
ayaan hai shakl tiri yuun hamaare siina se
ki juun sharaab numaayaan ho aabgina se
saaye se apne vahshat karte hain misl-e-aahu
mushkil hai haath lagnaa az-khud ramidgaan kaa
jaataa hai chalaa qaafila-e-ashk shab o roz
maalum nahin us kaa iraada hai kahaan kaa
Ghazalग़ज़ल
tu ne jo kuchh ki kiyaa mere dil-e-zaar ke saath
तू ने जो कुछ कि किया मेरे दिल-ए-ज़ार के साथ
jo tu ho paas to dekhun bahaar aankhon se
जो तू हो पास तो देखूँ बहार आँखों से
husn har naunihaal rakhtaa hai
हुस्न हर नौनिहाल रखता है
nahin aaraam ek jaa dil ko
नहीं आराम एक जा दिल को
paave kis tarah koi kis ko hai maqdur hamein
पावे किस तरह कोई किस को है मक़्दूर हमें
gayaa hai jab se dikhaa jalva vo pari-rukhsaar
गया है जब से दिखा जल्वा वो परी-रुख़्सार





