yahi to kufr hai yaran-e-be-khudi ke huzur
jo kufr-o-din ka mire yaar imtiyaz raha

Mirza Ali Lutf
Mirza Ali Lutf
Sherशेर
See all 15 →yahi to kufr hai yaran-e-be-khudi ke huzur
यही तो कुफ़्र है यारान-ए-बे-ख़ुदी के हुज़ूर
baiTh kar masjid men rindon se na itna bigaDiye
बैठ कर मस्जिद में रिंदों से न इतना बिगड़ए
paki-e-daman-e-gul ki kha na ai bulbul qasam
पाकी-ए-दामान-ए-गुल की खा न ऐ बुलबुल क़सम
der tak zabt-e-sukhan kal us men aur ham men raha
देर तक ज़ब्त-ए-सुख़न कल उस में और हम में रहा
khul gaya ab ye ki vasl us ka khayal-e-kham hai
खुल गया अब ये कि वस्ल उस का ख़याल-ए-ख़ाम है
aaj kya jaane vo kyuun aram-e-jan aaya nahin
आज क्या जाने वो क्यूँ आराम-ए-जाँ आया नहीं
Popular Sher & Shayari
30 totalbaiTh kar masjid men rindon se na itna bigaDiye
shaikh-ji aate ho maikhane ke bhi akasr taraf
paki-e-daman-e-gul ki kha na ai bulbul qasam
raat bhar sarshar-e-kaifiyyat main shabnam se raha
der tak zabt-e-sukhan kal us men aur ham men raha
bol uThe ghabra ke jab akhir ke ta.iin dam ruk ga.e
khul gaya ab ye ki vasl us ka khayal-e-kham hai
aaj ummidon ka dil hi dil men qatl-e-am hai
aaj kya jaane vo kyuun aram-e-jan aaya nahin
harf-e-ranjish kal to koi darmiyan aaya nahin
aaj kyaa jaane vo kyuun aaraam-e-jaan aayaa nahin
harf-e-ranjish kal to koi darmiyaan aayaa nahin
yahi to kufr hai yaaraan-e-be-khudi ke huzur
jo kufr-o-din kaa mire yaar imtiyaaz rahaa
khul gayaa ab ye ki vasl us kaa khayaal-e-khaam hai
aaj ummidon kaa dil hi dil mein qatl-e-aam hai
na kar ai 'lutf' naahaq rahravaan-e-dair se hujjat
yahi rasta to khaa kar pher hai kaabe ko jaa niklaa
kyaa sabab batlaaein hanste hanste baaham ruk gae
khud-bakhud kuchh vo khinche idhar udhar ham ruk gae
huaa aavaara hindostaan se 'lutf' aage khudaa jaane
deccan ke saanvlon ne maaraa yaa inglan ke goron ne
Ghazalग़ज़ल
dekhnaa jin suraton kaa shakl thi aaraam ki
देखना जिन सूरतों का शक्ल थी आराम की
na itnaa kiije talabgaar kaun aap kaa hai
न इतना कीजे तलबगार कौन आप का है
tere aage yaar-e-nau yaar-e-kuhan donon hain ek
तेरे आगे यार-ए-नौ यार-ए-कुहन दोनों हैं एक
vo safaai kabhi jo ham se mulaaqaat mein thi
वो सफ़ाई कभी जो हम से मुलाक़ात में थी
jis din se ham junun ke hain daamaan lage hue
जिस दिन से हम जुनूँ के हैं दामाँ लगे हुए
sainkaDon gul hue khush-rang chaman mein khil ke
सैंकड़ों गुल हुए ख़ुश-रंग चमन में खिल के





